by iolanda Scripca |
Categories:
life, nostalgia, sad, social
where the seagull dies
stringless origami cries
loneliness of soul
koi fish suffocate
colors fade in Bonsai trees
island in distress
words not understood
shadows grin tricks on rice walls
tsunamis in eyes
geisha of the world
love is lost in illusions
freedom is her dream
men with cold fingers
whither blossom of her spring
harakiri end
in the seagull's grave
origami secrets kept
chicks learn how to fly
www.scripca.com
by Ernest Robles |
Categories:
poetry,
Fury!
Black striped and gold bands
your ghost feet
my shattered tongue
Oh love!
What madness
that fragrant flower!
lungs as balloons with air
That Time divides:
purple Pains &
pink Pleasures
Koi
carped the 5th
the judge laughed
and gummy bears hate
hungry lawyers.
:: 07-10-2018 ::
by saqib rao |
Categories:
children, friendship, urdu,
If there was a shop of happiness
And If I knew about it
I would buy every happiness for you
Even if my life be the price of it..!
Kaash koi khushiyon ki dukaan hoti
Aur mujhe uski pehchaan hoti
Khareed leta har khushi aapke liye
Chahe uski keemat meri jaan bhi hoti..!
by rabia iqbal rabi |
Categories:
love,
Na koe gela tujh se na koi sikayat hae
tu rehte hae dil main ye tere enayat hae
khaboon ko sajati hae bas itna hi kafi hae
per tabeer nahi milti, ye mere sekayat hae
barsoon se de raha hoon dastak tere dil per
darwaza nahin khulta, ye kese adawat hae
hae chsam ter mere ,dam ab tu laboon per hae
kya aao ge marqad pe, ye kese qayamat hae
aaya tu uske dil main ,khaboon main na aaya
aur aa ke palat jana, tere bhi tu adat hae
tu marta hae gar us pe,tu ye kyun nahin kehta
tum jan ho, mere jan, bas tum se he ulfat hae
youn jan na nichawer kar, ye Rabi ka hae kehna
khul kar zara keh us se, bas tum se muhabbat hae
Poetry by:Rabia iqBAL RABI
by rabia iqbal rabi |
Categories:
lost love,
Ghazal
Muhabbat main tere aay sanam wojood apna meeta deya
rastey main tanha choor kar,kahan nikal gaya aay hamsafar
bohat miley rahzan na mila koi bhe rahber talash main us ki bhataktey rahe
na pa sakey apni manzil ko ham, nishan-e-manzil bhe ganwa diya
chand ki madham se roshni, dil main ik aag lagati rahe,dard-e-dil ko jagati rahi
tha tasavvur tera mere chamme tar main,tujh pe deda-e-dil ko luta diya
na mangey kabhi tum se aay sanam,bhula diya tumheen samajh ke ek surab
theen jitnee bhe aarzoeen dil main,meta diya, sula diya,hawa ke dosh pe uraa diya
by Shabeeb Hashmi |
Categories:
allah, friendship, islamic, love, miss you, romantic, urdu,
Koi tu pochay la makani ka sabab
Jheel see ankhoon main pani ka sabab
Sitaray toot kar girtay hain kahan
Yehi baat thi hayrani ka sabab
Betay lamhoon ko yad kartay hain kabhi
Kyunkar tha uski maharbani ka sabab
Aks ainay main khoo gya kaisay
Tha uskay chahray pay pareshani ka sabab
Aur woo tasawar thee bechri yadoon ki
Ghar kay angan ki verani ka sabab.
by Sarthak Gupta |
Categories:
first love,
Jab se tujhe dekha hai,
Tab se tujhe jana hai.
Teri mohabbat ko sache dil se pehcana hai.
Teri hasi mere dil mein utar jati hai,
Teri yaad mujhe bhout tadpati hai.
Tu hi meri aashiqi, tu hi mera sukkon hai,
Tujhe pana jaise mera junoon hai.
Tujhe dekhu toh aaisa lagta hai,
Aasaman se aaya koi farista hai.
Pyar tujhe itna karta hu,
Tujhe khone se mein daarta hu.
Kaise baatau tu mere liye kitni khass hai,
Tere siva na koi mere pass hai.
Ek tu hi hai jise mein chahta hu,
Bus tujhe aapne pass chahta hu.
by rajni bala |
Categories:
cute love,
mere dil ko skun nahi
uske bina zindagi mein koi janun nahi
vo aarjo hain
vo zindagi he
per kismat se haar gai
k uske dilse na bahar gai
dard to hain
gum bhi hain
ankh num bhi hain
per kismat se haar gai
k uske dil se na bahar gai
vo ajj bhi mujhe yaad hain
main ajj use yaad hu
vo ajj bhi mujhe chahta hain
vo ajj bhi mere dil mein rehta hain
main ajj bhi uske dil mein basti hu
vo ajj bhi mere sang hasta hain
mai ajj bhi uske sang hasti hu
per kismat se haar gai
k uske dil se na bahar gai
by SALMAN HAIDER NAQVI |
Categories:
love, love hurts,
Dil Mai Teri Mohabbat Ka Deep Jala Rakha Hai
Roh Or Jism K Rishtey Ko Sanso Main Uljha Rakha Hai
Jab Se Bhaksha Hai Teri Chahat Ne Sheshey Sa Mizaj
tab Se Her Shaks Ne Hath Main Pather Utha Rakha Hai
Jalwagr Ho Rahin Hain Zamaney Main Teri Hasher Samaniya
Jab Se Tum Ne Chehrey Se Naqab Hata Rakha Hai
Koi Poch Na Le Mujh Se Meri Mohabbat Ka Fasana
Isi Dar Se Khud Ko Duniya Se Juda Rakha Hai
Shaid Wo Mil Hi Jaye Mujhe Meri Ebadat K Ewiz Salman
Isi Liye Khud Ko Sajdey Main Jhuka Rakha Hai
by kanchan priya |
Categories:
grief, how i feel, i miss you, love hurts,
Hum unse the mile
Kitne gul the khile
Dil k armaa fir hzar hue
Kehte the wahi
Koi tumsa nhi
Fir q unke liye hm ab dushwar hue
Mere rato ki neend k taalo ki chabi
Unke paas sanjoyi thi
Na wo aaye na neend meri
Dono bin btlaye humse farar hue
Virha k pl ab unke bin
Koi kya smjhe kaise kat te hn
Ab aankho k sathi aansu hain
Aur hotho pe udaasi barkaraar rhe
Ae snam tu itna bta
Mjhe dekar dga kya tjhe mila
Tjhpr itne aitbaar kiye
Tere sng jeene ki ksme hmne khai thi
Ab bin tere marne ko hain taiyaar hue
by Kim Rodrigues |
Categories:
flower, love,
CHRYSANTHEMUM
Chrysanthemum, chameleon joy
King’s pleasure bud, a golden boy
A southern belle, snowball whiteout
Perfect for a desired night out
Welcome to her flirtatious ploy
Flashy pretty petals, not coy
A Purple frill ~ edged daisy joy
Fall dance of November hues shout
~ Chrysanthemum ~
Autumn flower tattooed with koi
Mums by that special girl or boy
A necklace purchased at the checkout
And love is what it’s all about
Riveting petals of great joy ~
Chrysanthemum
7/17/2017
Rondeau Form
by Jagdish Bajantri |
Categories:
absence, age, creation, mystery,
Kawab
Mushkil hai samjana dar hai kahi tum
naraz na Ho jao oodta
Pirhta hoon banyan kar key apni
chahat Janey kaab tum badal jao
banakar muje aaropi
Aab tho bhook bhi nahi lagti
Janey kaab chin lo niwala
Tum na razi Ho na baki hai koi
eerada dhakan ka khel hai jo
yaad aati Ho har ghadi tumhara
chera rhata hai har ek saans mai
warna kawab na dekhta raat mai
Khali hai jaam aabhi muskil Mai hai
kawab kahi apney dil ko tham lo kouki
kawab Mai todey hai arman kaie
With love all
Jagdish bajantri
by Amar Rafiq |
Categories:
cry, lost love, love, sad, sad love, urdu,
Hamary bary my zamana baty karta hai
Bola do hum ko wo kahti hai
Nahi chahti k badnam ho donu Zamany my
Ab tor do yah rishta Wo kahti hai
Na milay ga koi dunya mu tyry jysa
Rakho gi hamysha yad tum ko wo kahti hai
Dyty howy khatt wo ro rahi thi
Yad kar k tumhy muskaraw gi wo kahti hai
Khatt b ro raha tha lafzoo ko dakh kar
Us k akhar my sada muskaraw wo kahti hai
Ab is zindagi ka my kya karo
Marny ka sochu to AMAR us ke ik bat yad ati hai
Jina sirf myry lia wo kahti hai
by mohammad ahmed |
Categories:
allusion, anxiety, appreciation, beauty, crush, emotions,
khalis-A Bond OF Love
avi na-khus hu, kahi behak na jao
smbhalo mujhe apni yaad-o se khalis
soch kr tumhe khil uth-ta hu mai
jaise hu koi gulab ka paudha khalis
na aao baar baar yu khayalo me meri
kahi pagal na krde teri ye addat khalis
continue...
by Adam Taylor |
Categories:
anniversary, appreciation, how i feel, love,
I hear all the time
Oh you're young you don't know
I find it so benign
Yes i know what love is
And yes i feel it in my soul
Like a gentle kiss
How do i know its real?
Its easy to tell
True love will make you keel
With true love you feel pain
in simply watching them leave
Feeling your heart in chains
Its also extreme joy
Hearts that swim
Like a pond of koi
My heart and mind in a trance
I wouldn't leave if i could
Forever our two hearts shall dance
by SANGITA CHOUDHARY |
Categories:
feelings, happy, hope, life, love,
PYAR KA EHSAS
suni si wo jindagi , jisme na koi chah aur na wo pyar ka ehsas
badte rahe jindagi me,jis trah kaat rahe the hum jindagi
ek ichha hui kisi ko pane ki
hum ho jate pichhe , shayd na mile hume
par mil gyi wo khusi ,jo umid na hume
khusi hui, pyar ka ehsas hua us din
lga hume mil gyi manjil, par thi meri khusi do pal ki
chali gyi khusi humare daman se
khusi na mile ab hume dobara
un khusi ke palo ko man me bsa rakha hai
ab na aur khusi ki ichha hai hume
ab unhi khusi ke palo ko maan liya puri jindagi apni
by ankit jain |
Categories:
love,
K dil ki gahrae se nikal k har dum ek khyal aata h
Band hoti h aankhe to srf usi ka chehra najar aata h
Janta hu k kismat mujhe use pane ka hak nh degi
Pr bina kurbani diye bhe to pyar me mja kha aata h
K dil ki gahrae se nikal k har dum ek khyal aata h
Poonam ka chand aasma me jab kbhi dikhae deta h
Lgta h jise kahi dur koi naraj hum se baitha h
Dil k samundar me jab dubne lgti h yado ki kasti
To ek yad uski jise jeena, kahi dur koi kinara dikhae deta h
K dil ki gahrae se nikal k har dum ek khyal aata h
by SANGITA CHOUDHARY |
Categories:
dream, emotions, feelings, happy, lonely, lost love, love, sad love, world,
jab na ho himat kuchh karne ki
to mat bolo hum kar dage sab kuchh
to na karo vada kisi ko
na ho himat,kaise kare koi vada pura
na dikhao sapne kisi ko
jab wakt aa jaye kuchh karne ka
tab n kare kosis vada nibhane ki
tut jaye sapne uske
ho jaye akeli is dinia me
chhod de dukh me hi akele
khud basa le wo jindagi ek alag
khud khush rahe aur uske nasib me sirf dukh
kya ye hi anjam hai har ek ke pyar karne ka
(sangita choudhary)
by SANGITA CHOUDHARY |
Categories:
best friend, flying, friend, leaving, life, lost love, me, sad love,
main thi ek ptang udti thi main aasmaan me
pta nhi kab kat gayi main gir gyi jha main chahti thi
udhaya bhi usne jisne maine chaha
udti thi main jab wo udata
jab main na udu jab koi udata mujhe
kai bar havaye chali , aandhi aayi,
giri main kai bar jamin par
phir se udhaya usne mujhe bar-bar
phir se udaya mujhe
ek din aa gya jis din khud hi usne chhod diya aasmaan me udne ke liye
main hu ek kati ptang
ab na hi chahu udna aasman me,
pta nhi phir se kiske aagan me gir jau
main hu kati ptang
main hu kati ptang
by Aashu Giri |
Categories:
cute love, lost love, miss you, romantic, true love,
Tu vo waqt hai jo mere sath gujarta h,
tu vo saans h jo mere sath chalta h,
tu vo dard hai jo muje aansu deta h,
tu vo pyaar h jo muje pagal krta h.......
tu vo sach h jo kadwa hota h,
tu vo reham h jo khuda hm pr krta h,
tu vo jindagi h jise mai jeena chahti hu,
tu vo maut h jispe mai marna chahti hu......
tu vo bandhan h jo mujse kbhi na tutega,
tu vo sath h jo mujse kbhi na chhutega,
tu vo sawal h jiska koi jawab nahi,
tere jaane se pta chala tu koi khwaab nahi.......
khwaabo ko to poora hote suna tha,
isliye to ye sapna maine buna tha,
wafa ye h to bewafai kise kehte h,
na jaane ye log judaaiya kaise sehte h....
by Jagdish Bajantri |
Categories:
absence, hindi,
aapki
love u chand na gayi
aabhi tak koun ki odha
hai ghonghat tumhari
neend ka saath rahi wow
humare saath puri raat
kha kar na karna cheydkani koi
warna hojey ga naaraz koi,
naaraz tho mai bhi hoon chand
sey jo kha na paya baat
puri raat bus esi khayal
mai kahi neend na kharab ho
aapki ..............
with love all
jagdish bajantri
by SANGITA CHOUDHARY |
Categories:
god, heartbroken, leaving, lost love,
PTA
koi to btaye hume,pta bhagwan ka
sabke rahne ka pta hota, kha rahta hai wo insan
sirf n hota bhagwan ka pta,rahne ka
kha milega hume bhagwam
koi to de mujhe pta bhagwan ke rahne ka
hum likh sake unhe khat
puchh sake unse,kyu chhina mujh se mera pyar
koi to btaye hume,pta bhagwan ka
(sangita choudhary)
by sumit keshan |
Categories:
first love, girl, how i feel, i love you, lost love, love,
WAQT BEWAQT YAAD KOI AATI HAIN,
RAATE MERI YU HI AISE HI GUJAR JATI HAIN,
KHUSHI AUR GAM DONO MEIN WO SAATH NIBHATI HAIN,
PAR AKSAR USKI YAADEIN MUJHE TANHA CHOR JATI HAIN,
DIL MEIN WO MERE BASTI HAIN,
SAANSE MERI USSE MILNE KO TARASTI HAIN,
PAR YE WO KYU NAHI SAMAJHTI HAIN KI,
KISI KO USSE PYAAR HAIN,
KISI KO USKE EK HAAN KA INTZAAR HAIN
~SUMIT KESHAN
by SANGITA CHOUDHARY |
Categories:
emotions, feelings, heartbroken, leaving, life, lonely, lost love, love, me, world,
VADA
mera koi nhi hai is duniya me aaj
bhrosa kiya kitna uspar,ek dam se chhod diya sath mera
n socha kya hoga mera
vade kiye kitne mujhse,n chhoduga sath tera
kha gye we diye vade sath dene ke
chhod diya mujhe akele jine ke liye
akele jina kitna muskil ,n socha usne
chhod diya sath kah diya ehsan kiya mujh par
tut gaye hum ek dam se
kaise sambhalege hum apne -aap ko uske bina
jina hai hume sirf apne pyar ke liye
intjar hai us din ka,jab pyar hoga sirf mera
(sangita choudhary)
by Avishant Saurabh |
Categories:
beauty, change, childhood, cute love, funny love, heart, sweet,
Mujhe gham hai mera koi yahaan deewana nahi hai,
Yaqeenan dunya ne mujhe yahan pehchana nahi hai.
Kya hai mujhe u paraya dekh zamane ki adaon ko,
Mujhe q lagta hai k yahan koi begaana nahi hai.
Chale talwaron ki tarah Zubaan apne doston ki,
Lagta waise bhi ab mausam yahaan suhana nahi hai.
Hue hein dushman ab hamdard bhi, de kafan mujhko,
Yahan bedard dunya me mera thikana nahi hai.
Tajurba ho gaya mujhko jab sahe sholay nafrat k,
Hui jo saazishein par 'Avishant' yahan anjaana nahi hai.