by Sarthak Gupta |
Categories:
first love,
Leekha tha jo khat tujhe
Na jane wo kaha kho gaya
Zindagi ke ise safar mein
main na jane kaha kho gaya
Kahne ko toh duniya saath chalti hai
Na jane kab is bheed mein kho gaya
Yaad tha har lamha tera is kadar
Na jane kab tujhme mein kho gaya
Meine jana na jana
Na jane kab mera rab rooth gaya
Teri ise pyari si hasi ke khatir
Mein tujhse door hogaya
Pal pal har pal teri yaad saath hai
Yaadein kam hai par har pal saath hai
Na jane ek umeed si saath hai
Tu jane mera pyar yeh aas saath hai
Aana chahta hu pass tere
Dena chahta hu ek naam naya
Ek pechan nayi
Ehsas nayi
Bus sirf tu mere pass nahi
by Jagdish Bajantri |
Categories:
care,
Ek niwala
Bhook lagi satvey asman
Pey Janey kaab mitey
Ye bhook peyt hai papi
Tho tum Ho naraz ek
Niwala khila do tho
Mit jaye aas
With love all
Jagdish bajantri
by Yash aggarwal |
Categories:
loneliness, lonely, lost love, love,
Hr taraf khamoahi h...
Ye kaise mayusi chai h...
Hr ankh me ansun h....
Ye kaise ruswai h....
Aj band h meri ankhen....
Kyo sbko meri yaad ayi h....
Aaj sb mere aas pass h...
Jb sath mere tanhai h...
Ankhon ko intzar h uska..
Ye kaise rut chai h....
Na dafnao mujhe duniya
walo....
Dekho wo mujhse milne ayi
h............ :-|
by Jagdish Bajantri |
Categories:
anxiety, art, romantic, sad love,
Maam kaya khey aapko
Baat Abbi bhi wahi muskan
Ki hai aaj bhi yaad hai wow
Din jab sansa bekarar thi
Puchney aapka haal samney
Khada tha liye apni aas
Janey kab janogi mera haal
Aab tho mehkata hai badan
Paney apni raat....... Mehkata
Hai badan jasey koi jawab
With love all
Jagdish bajantri
by Jagdish Bajantri |
Categories:
anniversary, creation, cute love, dance,
Tasveer
Siney Mai hai tasveer
Tumhari jism Mai jaan
Routana na warna
Har jaou saans
Glati na smajo esey
Ye tho hai ehsas
Warna kesey karu
Mai bayan har beyta
Dekh kar tumhari muskan
Kaal sey bimar kou ki
Lag gayi tumhari tasveer
Meri jaan
Aab tho ek hi aas kaab
Ho mulakat kaab bhery
Mere jakam aab tak thi
Bus dil par tumhara naam
Aab hai tasveer meri jaan
With love all
Jagdish bajantri
by Jagdish Bajantri |
Categories:
confidence, death,
Doa katil
Duniya na Kare dua paney unhey warna fida ho jaye
Marney ki aas Mai kahi
Jaant ki roshni bhi abhi buji hai jo ruok gaya kudha khi
Kamar hai jasiey machali ki jaan ruka hoon pakdney usey jesey bita 8 saal khi
Sangeeth hai har paal awaz Mai unki tabhi hai katil abhi mai tho phasa jesey masum abhi
Hussan kabhi hosh ooda na dey agar bas dek kar chaal unki
Ye silsila hai doa ka aur mai hoon madhosh hoon har paal jaam mai ki bas
Bas aab nahi samjha jaata koun hai wow Doa katil Andrei hai Raat chamakta nahi chand
Unki tarif Mai bagwan bhi ruk paada tho............ Aur kha danywad
With love all
Jagdish Bajantri
by Jagdish Bajantri |
Categories:
absence, age,
Kuch ess kadar
Dekh meri mahobath ki sachaey jo
chikhti hai goonjti hai apne onn paalo
mai jhahan na mila muje saman
apne astiva ka chala chala mai
rang liye apni moth ka dour kiye
sab ristey natey aur jaalta rhata
apni gam ya kushi ya odasi ya wo
pani joo angaro sey jaal thi thei meri
ankho mai yaadey bhoota hai par
sachaei ek mano mera astitva hei
tum ho ya jeyney ki aas bas
meri jaan............
ek ho kamjor nahi itana ki maut
sey har padu na koi gidad hai jo
marta jabse booal hai dekh meri
dahad aaj khuda bhi heyran hai.......
With love all
Jagdish Bajantri
by Jagdish Bajantri |
Categories:
absence, character, poetry,
Dil ka tofan
Khali hai maidan
Roop hai shirngar
Asman hai baval
Bhook bani chahat
Lawaz baney khamosh
Mitas hai thohar
Phechan lo awaz
Ghonghat mai dondu apni aas
Mai huon ek dewan soch mai aatama kar chalu yaad purani or bhata nadi ka kinara
Teri yaad mai dhond da na hai apney adhey chand
Kaya pheli hai jese emalie
Or aam ka achar
Hing ka tadaka zerey ka namak
Mauqut ki dua Mango yeah
Hai mere dil ka tofan
Meri jaan
With love all
MRI Jagdish Bajantri ETD